|
Vishwa tatha vishesh roop se bharat ki aarthik pragati ka adhar vanijya hai.Hamara desh vishwa ka netritwa tabhi kar sakta hai , jab veh arthik drishti se sudrid ho , swavlambi ho , niryaat mein uski bhumika sarvopari ho ,uske prati vyakti aaye ka byora srishthi mein sarvochh ho tatha naye naye nirmaano v utpadan mein bejore ho. Iss drishti se vanijya shikshan ka mehtwa vidyalayon mein anya sabhi vishyon se adhik mehtwapoorna hai.
Prastut pustak ki bhasha shaili saral , subodh , spashta evam ruchiprad hai tatha isse vanijya shikhsan ki adhuniktam vidhiyon , upagamon evam aayamon se susajjit kiya gaya hai. Salient Features
• Saral Bhasha Shaili • Adhyaye ke ant mein nibandhatmak , laghu uttratmak tatha vastunisht prashan • Sthan -Sthan par uchit udharan ISBN - 9788131773024
|
|
Pages : 224
|