|
Shikshak ka kaam hai-bheeter nihit , andar samay gyan ko prasphutit karma.Atma mein samai anant shakti ko samajik roop mein vyasthit tatha sanshodhit karma ki veh samaj ka upyogi evam sashakt ang ban sake.Shiksha ki pehli shart hai , poojabhav , yeh vanik vaysai nahin hai. Yeh karm hai , nai pidi ke nirmaan ka.Eshwar ko prapt karma hai to shiksha ke kaam mein lago.Shiksha ke dwara balakon ke charitra ka nirmaan swayam ho jayega.Rashtra ka chatitra hamari asimta hai.Inhin sabhi vicharon ko drishtigat rakhte hue shiksha manovigyan ka yeh sankaran kuch parampara se hatke hai.Iss sankaran mein manav mool sanskaron mein parivartan karne, adhigam ke naye aayam khojne , vyaktitva , buddhi aadi prayason ko mapne ka prayas kiya gaya hai.Katipai vyavharik tathyon ka dhyan iss pustak mein rakha gaya hai.Samasyon ke antargat, samasyaein prastut ki gaye hain. ISBN - 9788131771518
|
|
Pages : 360
|