|
Yah Pustak Robert A. Baron dwara likhit Psychology ke pancham sanskaran ka pratham hondi anuvad hai. Lekhak Baron ke vichar mein Manovigyan ek eisa chetra hai, jiska upyog pratyek vyakti jivan bhar kar sakta hai aur use karna bhi chahiye. Yah manav vyavhar ke bare mein n keval dilchasp niskarsh aur gyan deti hai, aapitu yah sansar tatha swany ko dekhne ka ek najiriya bhi pradan karta hai, jiska laabh Manovigyan ke pathyakram ko padhne wale hare ek vyakti ko milna chahiye.
Manovigyan ki pustak ka hindi aanuvad sahaj ewm saral bhasha mein prakashit klarne ka udeshay ese sikshako, vidyarthiyo tatha Manovigyan mein ruchi rakhne wale sabhi vayaktiyo tak pahuchana hai. Jisse gyan ke vistar mein bhasha badhak n ban sake. Anuvadko ne pustak ke mulrup aur lekhak ke vicharo ko dhyan mein rakhate huye pustak ka anuvad bhartiya paripechsay ke anusar kiya hai.
Contents
Prastavana Lekhak ke Vishay mein
1. Manovigyan: Ek Vigyan….aur ek pripeckhay 2. Vyavhar ke jeivikiy aadhar 3. Sanvedan aur pratyachan: apne aaspas ke sansar se sampark 4. Chetna ki avasthaye 5. Adhigam: Hum anuvaw ke dwara kaise badalte hai 6. Smiriti: Un chizo ki joy yad thi 7. Sangyan: Chintan, Nirnay lena aur sampresit karna 8. Manav Vikas-1: Bachpan ke varsh 9. Manav Vikas-2: Kisoravastha, Prordavastha tha Budapa 10. Abhiprerna aur samveg 11. Buddhi: Sangyatmak, Vaywharik tha sanvegik 12. Vyaktitv: Manushy ke vyawhar ki adwitiyta tha smanta 13. Swasthay, Tanaw aur mukabala 14. Mansik Vikar: Unki prakriti aur karan 15. Chikitsaye: Mansik vikaro ko kam karne ki taknikeISBN - 9788131730751
|
|
Pages : 344
|